
"Agar tu mere saath nahi, To main apne aap ke saath bhi nahi."
"Agar tu mere saath nahi, To main apne aap ke saath bhi nahi."
"Zindagi ke har fasane ko jiya hai, Khud se zyada tum se hi ishq kiya hai."
"Khabar to unko hoti hai josh me hote hai, Hum to unke pyaar ke nashe me madhosh hai, Ab jaa ke lagta hai hum zindagi aur zindagi humari aagosh mein hai."
"Ishq karna bahut zaroori hai, Zindagi ko zindagi ke tarike se jine ke liye."
"Mukammal jahan kise chahiye, Hume to bas unke baahon ka aagosh chahiye."
"Kahin zameen kahin aasman nahi milta, Hume aapke bina kahin sukoon nahi milta."
"Har pal ko apne hisaab se jiyo, Kisi se pyaar karo to usi pe maro aur usi ke liye jiyo."
"Main use kho ke bhi har din mehsoos karta hoon, Kuch is kadar main ishq ki puri keemat chukata hoon."
"Ishq mein baad meri ek hi chahat hai, Jo mujhe chahe fir wo kisi aur ko naa chahe."
"Uske pyar mein aisa sukoon hai ki mar jaane ko dil karta hai."
"Ruhaani khubasoorati aankhon se parakhi jaaye itni sasti nahi, Husn ki tareef mein hei bechare andhe ho jaate hain."
"Wo husn hi kya jo jalta na ho jalata na ho, Wo ishq hi kya jo tadapta na ho tadpata na ho."
"Wo mujh me safar karti hai, Kuch is kadar wo mujh par asar karti hai."
"Wo humse humesha yahi kahti hai, Aap dekhi hui cheezon ko baar baar dekha karte hai, Ab hum unhe kaise batate ki husn se humaari aankhen hatti hi nahi."
"Maine mohabbat ko samjh liya, Khud ko samjh ke."
"Use chand chahiye tha, Hum pura dahar (Sansaar) de baithe. Unki kuch pahar (Samay) ki kurbaani mein, Hum Apni puri umar de baithe."
"Tera yun khidki par aakar mera intezaar karna, Maano kisi rooh ka jism ke liye tadapna."
"Use dur se hi dekhna hume pasand hai, Ab ye pasand use pasand na aa jaye."
"Ishq lafz hi viklang hai, Isliye mujhe uske sahare ke zarurat hai."
"Nazdeekiyaan badhne lagi hai, Lagta hai ishq dastak dene wala hai."
"Har dua mein maanga tujhe, Khud se bhi zyada pyar kiya tujhe."