
"Ye jo dosti ka rishta hota hai, bahut ajeeb hota hai. Pata nahi kyun wo ghar waalon se bhi zyada kareeb hota hai. "
"Ye jo dosti ka rishta hota hai, bahut ajeeb hota hai. Pata nahi kyun wo ghar waalon se bhi zyada kareeb hota hai. "
"Dost bas dost nahi hai mere, duniya hai meri. "
"Mujhe apne doston ki sirf dosti nahi, unki dushmani bhi chahiye."
"Dost zindagi ke har pareshani ko samjhate hai, Isiliye main dost ko mahboob se upar maanta hoon. "
"Meri duniya ka hero to mere dost hai."
"Dost ke bagair ghar hi nahi, puri duniya hi suni lagti hai. "
"Dost ke sath kal ki fikr nahi hoti hai. "
"Agar koi apne dost ko bhula sakta hai, To is duniya me khuch bhi bula sakta hai."
"Koi tumhari zindagi banata hai, Koi tumhari zindagi bigadta hai, Jo dono karta hai, wo hota hai Dost."
"Mere aksar naye dost ban jaate hai, Jab unhe mujh se kaam hota hai."
"Apni zindagi ko apna dost bana liya, Kya kamal ka maine ye faisla liya."
"Jiske sath pahle mulakat achhi nahi hoti, Unke sath dosti kamal ki hoti hai. "
"Dosti wo hai, Jo zindagi ko aur mazedaar banati hai."
"Dost rishtedaar nahi hote, Unse badh ke hote hai. "
"Bahut khaas hai mere dost, shayad isiliye jitne the ab tak hai."
"Jinke zindagi me dost nahi hai, wo khali nahi khokhli hai."
"Dosti ke alawa zindagi ne aur kuch sikhaya nahi, Isiliye apne aap se karta hoon."
"Hum har hade paar kar sakte hai, Par dosti ki lakiren nahi."
"Main sabse pahle apne aap ka dost banana chahta hoon, phir kisi aur ka."
"Haamare wajah se haamare dost royen hai, Phir main apne aap ko kaise chup rakhoon."
"Umar badhti hai aur dost ghatati hai zindagi ka yahi dastoor hai."
"Nuksaan tum sah nahi sakoge, Isiliye faida utha lo."
"Jab doston me mohabbat ho jaati hai, To dosti bhi khatam ho jaati hai."
"Kyun nibhana jab pata hai, Ab doston me dosti nahi bachi."
"Dosti eklauta aisa rishta hai, Jise hum khud se chhodate hai."