"Hum ishq kare aur charte bhi naa ho, Aise raddi ke bhaw hum nahi bikte."
"Hum ishq kare aur charte bhi naa ho, Aise raddi ke bhaw hum nahi bikte."
"Pyaar zindagi me sirf ehsaas hi nahi, Thaharav bhi laata hai."
"Ishq ki shuruaat hi sabse khaas hoti hai."
"Ishq me ek hi insaan puri duniya lagta hai."
"Main apne aap se door ho sakta hoon, Lekin wo mujh se door nahi ho sakti."
"Main aajkal khwabon me bhi tera hi khwab dekhta hoon."
"Hum me jo maza hai, Wo main aur tum me nahi."
"Aapke didaar ke liye hairaan hazaron hai pareshan hazaron hai, Aapke ek ishare par qatl hone ke liye taiyaar hazaron hai."
"Main tumhe rab se zyada to nahi, Par usse kam bhi nahi maanta hoon."
"Naa jaane aise kaun si milavat hai tere ishq me, Main kahin bhi rahoon sukoon milti hai mujhe tere sath me."
"Mere rooh ne tujhe chun liya, Ab kisi aur salah aur nasihat, Ka mujh par koi asar nahi hota."
"Bahar se to sabne dekha hai mujhe, Lakin andar se bas tumhe dekhne diya."
"Agar tum hum par mar jao to, Hum tumhe apne seene me dafna lenge."
"Jab hum ne unhe pahali baar dekha, Hume pata hi nahi chala, Ki hum apni aankhon ko sambhale ya khud ko."
"Kuch yoon main apni mohabbat ki dastaan likhoon, Ki jab bhi koi mera naam likhe tumhare naam ke sath likhe."
Tu sath hai to jeene ka mann karta hai, Tu door hai to na jaane kyun peene ka man karta hai.
Tumhari yaadon ka nasha zindagi bhar chalega.
Haseen bahut lagti hai wo aajkal, Lagta hai use ishq ki nazar lag gai.
Wo humare liye aise hai, jaise duniyan ke liye hawa, paani, suraj aur chand hai.
Tere hisse ka gam mein apne naam kar loon, Apne hisse ki khushi uske naam kar doon.
Main bik bhi jaun, Phir bhi main use bikharne nahi dunga.
Tera yoon khidaki par aakar mera intezaar karna, Maano kisi rooh ka jism ke liye tadapna.
Zindagi ki kahani ko jitna samajh raha hoon, Utna naya likh raha hoon.
Isse pahle ki zindagi ka safar khatam ho jaaye, Zindagi ke safar ka aanand le raha hoon.
Mujhe apni zindagi kaatni nahi, Apne hisaab se jini hai.
Hum ishq karen aur charcha na ho, aise raddi ke bhav hum nahi bikte.
Tere hisse ki gam main apne naam kar loon, apne hisse ki khushi uske naam kar doon.
Kuch is tarah main bikhru, ki bas tere saath hi nikharu.
Ishq mein agar guftagu aankhon se nahi ki, to phir aapne sahab ishq nahi ki.
Hum ta umr unase guftugu karne ka tareeka dhundhate rahen, aur wo humein isharo se ishq samjha gayi.
Tera yun khidki par akar mera intezaar karna, mano kisi rooh ka jism ke liye tadapna.
Ishq ishq hota hai 'saurabh', tum nahi samajhoge.
Pyaar zindagi mein sirf ehsaas hi nahi, thahrav bhi laata hai.
Ishq ki shuruaat sabse khass hoti hai.
Kabhi kabhi ek insaan poori duniya lagti hai.