"Zindagi ne bas hame mohabbat hi sikhai, Isiliye sirf apne aap se karta hoon."
"Zindagi ne bas hame mohabbat hi sikhai, Isiliye sirf apne aap se karta hoon."
"Pyaar me to thode kaamyaab hote hai, Mujhe zindagi me kaamyaab hona hai. "
"Kisi ko chahne ke liye mohabbat nahi, Aajkal daulat lagti hai."
"Jo mujhe pasand karega, Wo thoda Adjust karega."
"Kuch achcha likhne ke liye galat likhna padta hai. Mazil par pahuchne ke liye bahut si majburiyon se guzarna padta hai."
"Badalne ke liye nahi, Kuch badalne ke liye badalna bahut zaruri tha."
"Main is duniya me samajha nahi bas parkha gaya hoon."
"Har koi khud hi zimmedar hai, apne zindagi ki rihai ka aur giraftaari ka."
"Afraadh sab ne ki hai yahan, Sahi main bhi nahi, tu bhi nahi Khuda main bhi nahi, tu bhi nahi. "
"Tafteesh nahi hoti hai ishq ke maamle me, Aksar kisi ek ko saza suna di jaati hai. "
"Agar main uska nahi, To phir main apne app ka bhi nahi."
"Tere baad bas apne aap ki aadat lagana chahta hoon, khud ko. "
"Duniyan itni badi ho gai, Pata nahi log do kaude ke kyun hai. "
"Meri jaan thi tum, Ab ye baat jaan lo tum."
"Mujhe shor nahi, Chuppi sunne waalon ke sath rahna hai. "
"Shahar bahut badi hai aapki, Bas log chote rahte hai yahan."
"Tum sab ka bano, Lekin khud ko bhi apne sath le ke chalo."
"Pyaar me aksar nakaam log zindagi me kamyaab ho hi jaate hai."
"Haadse mein to logon ne apni jaan khoi, Maine to bas apni muskaan khoi."
"Main khud hi khud ke liye "Sufficient" hoon."
"Main waqt ke saath dhalne ke liye nahi, Waqt badalne ke liye aaya hoon. "
"Aajkal main khud hei samajh ke khud ko samjha deta hoon. "
"Tum mere liye kaafi ho, Aur main puri duniya ke liye kaafi hoon. "
"Agar maine bolna shuru kar diya, To tum sunne ke layak nahi rahoge."
"Safar me thokar to honge zaroor, Jo chal sako to sabse aage chalo, Sabhi hai kataar me yahan, Jo kuch alag baat hai tum mein to sabse aage aa ke chalo. "
Hum is duniya mein mashoor hone aaye hai, magroor hone nahin.
Har koi khud hei zimmedaar hai apni zindagi ki rihai ka aur geraftaari ka.
Agar main tera nahin, To main apna bhi nahin.
Har baat ka matlab samajhte ho, Tum hame murkh samajhte ho, Ya apna matlab nikaalna chahte ho.
Tafteesh nahi hoti ishq ke mamle mein, Aksar ek tarfa chahne walon ko saza suna de jaati hai.
Hamesha ho to tere saath ho, kuch pal ke liye main akela hi sahi hoon.
Jis din aap, Aap ban gaye, uske baad zindagi apne aap ban jayegi.
Haadsa mein na jane logon ne kya-kya khoya, hair meri bas muskaan gayi hai.
Main naakaam zindagi mein hoon, pyaar mein nahi.
Tum sabka bano, lekin khud ko bhi saath le ke chalo.
Aajkal main khud hi samajh ke khud ko samajha deta hoon.
Duniya itni badi ho gayi, pata nahi log do kaudi ke kyu hai.
Tere baad, bas apne aap ki aadat lagana chaahta hoon, khud ko.
Tum waqt ke saath dalne ke liye nahi, tum waqt ko badalne ke liye banne ho.
Tum mere liye kafi ho, aur main duniya ke liye kafi hoon.
Ham unki yaadon mein kho gaye, unke baat karte karte, wo humein chhod gayi, humein bewafa kehte kehte.
Zindagi ne bas hame mohabbat hi sikhai, isliye sirf apne aap se karte hain.
Chuppi jab sawaal karti hai to, bade bade bolne wale khamosh ho jaate hain.
Mujhe shor nahin, chuppi sunne waalon ke saath rehna hai.
Hamari taraqi mein sab khamosh, tabaahi ka intezaar kar rahe hain.
Khud ko kho ke, kisi aur ko paana, humne chhod diya hai, aisa ishq nibhana.
Meri jaan thi tum, ab ye baat jaan lo tum.
Aajkal saamp wahi nikalte hain, jinhe hum apne haathon se doodh pilate hain.
Humne apna kirdaar chandan ke vriksh sa bana rakha tha. Ab saamp panah le, ye to laazmi tha.
Apraadh sab ne kiya hai yahan. Sahi main bhi nahin, tu bhi nahin, Rab main bhi nahin, tu bhi nahin.